SpotifyToMP3
श्रीराम ने क्या खोया और क्या पाया? | Kumar Vishwas | Ram Katha

श्रीराम ने क्या खोया और क्या पाया? | Kumar Vishwas | Ram Katha

33:05 · 174 پلے

البم سے Apne Apne Ram aur Shyam

تفصیل

Raja Dashrath ne Shri Ram se kaha ki tumhari chhoti maa Kaikeyi vanvaas ke liye anuchit demand kar rahi hain. Tum Ayodhya ke yuvaraj aur sena ke commander ho, saari sena tumhare adheen hai, chaho to mujhe hi arrest kar sakte ho. Lekin Shri Ram ne power ya authority ka nahi, balki apne dharm ka path chuna. Yug-Vakta Dr. Kumar Vishwas is Ram katha ke madhyam se batate hain ki Shri Ram ne jeevan mein bahut kuchh khoya, lekin usse kahin adhik paaya bhi. Tyag, maryada aur kartavya ke prati unki commitment ne unhe keval ek king nahi, balki yugon-yugon tak pooje jaane wale Maryada Purushottam bana diya. Aaiye, is inspirational Ram katha ko sunte hain aur samajhte hain ki kabhi-kabhi jo hum lose karte hain, wahi humein jeevan ki sabse badi achievements tak le jaata hai. 0:00-0: 56 Intro 0:56-3: 10 Rama’s family duty 3:10-10: 48 Causes of breaking families 10:48-17: 12 End of evil 17:12-22: 16 Role of elders in the family 22:16-END Importance of Ram Katha #kumarvishwas #ramkatha #family #ayodhya

آپ کو یہ بھی پسند آ سکتے ہیں