SpotifyToMP3
Raat Bhar - Aashir Wajahat (Official Lyric Video)

Raat Bhar - Aashir Wajahat (Official Lyric Video)

3:14 · 1,857 پلے

البم سے Aashir Wajahat

تفصیل

Zindagi filhaal Layover pe hee hai. Boarding jald shuro honay lagi hai. Listen to the full song on Spotify https://open.spotify.com/track/5t3s9Il3YBsxJ9hjXVpkvo Credits: Singer: Aashir Wajahat Produced by: Suleman Naseer Composed & Written by: Aashir Wajahat Mixed by: Suleman Naseer Mastered by: Roshaan Malik Album Cover and Lyric Video by: Nehal Haider & Abdullah Adnan Connect with Aashir Wajahat: https://instagram.com/aashirwajahat https://www.facebook.com/aashirwajahatrauf Lyrics: Abhi raat baki hai Thori baat baki hai Aur ankhon mein hai khalish si thori Kis baat ka malaal Jab thay hee na jawab Ab reh gayay hain yeh qissay adhooray Tujh mein hee dikhta jahaan Tum se hee rukta sama Arse se hun mein rawaan uss taraf Jis pe ho tera nishaan Jis pe ho gham na wahan Do dil mileinge jahaan Piya satay na raat bhar Naina laraye na raat bhar Neend na aye kyun Chain churaye yun Reh na payay tu raat bhar Gham ki woh shaam Tarse bina Guzar hee jaye esa kabhi mumkin nahi Har woh subha Bhatka raha Dhoondta phira mein uss dil ko jo kabhi dhadka hee nahi Asmaan mein dhool chai hai Le ke mujh ko dur jaiye Mein bhi dekhoun kis qadr hai gham wahan Par tu Dil se duur ho na payi hai Lamhay pyaar ke bhulayiay Jaanay kab tak chalay gi yeh saza (Repeat)

آپ کو یہ بھی پسند آ سکتے ہیں