
Hassan & Roshaan - Ajnabi (feat. Amna Riaz) (Official Audio)
5:08 · 1,587 plays
From the album Hassan & Roshaan
Description
Follow Hassan & Roshaan: Facebook: https://www.facebook.com/hassanandroshaan/ Instagram: https://www.instagram.com/hassanandroshaan/ Twitter: https://twitter.com/hassan_roshaan Stream the album "SIXER" now! Available on all streaming platforms. Credits: Performed by: Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani, Amna Riaz Written by: Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani Produced by: Roshaan Sherwani Recording Engineer: Samya Gohar Mixing Engineer: Ali Mustafa, Shaharyar Khattak Mastering Engineer: Paul Ashmore Artwork: Emil Hasnain Lyrics: Verse 1: Ek khwaab sa jaga dil mein vo lamha Phir se dikha hai teri galiyon ka rasta Mere dil se tere dil ka ek rasta hai nayab sa Ho ker bhi duur tujhko maine hai na khoya Prechorus: Kyun ajnabi aaj phir se Tera zikar hone laga hai? Wahi dard phir se jaga hai Jis dard ki tu dawa hai Naye mosumon ki ghari mein Khushiyon ki mehfil sajhi hai Har gham se tou dil juda hai Tujhe yaad phir kyun kia hai? Hook: Kabhi jo badal ye barsein Dikhein guzre pal vo saare Gire har boondh mein bassein raaz saare jo Keh na main saka Per hai aarzi ye takleef Guzar jaye ga waqt ye bhi Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta Verse 2: Meri jaan Meri aas Kaash koi aur kahani hoti Kya beeti mujh pe Tujhe bhulaane mein Waqt ke pehloo mein tujhko Rakhloon chupake kahin Sochoon phir tera Kisi bahaney se Phir kabhi mil ja na Baarishon ki aahat ban ke Chupke se keh ja na Tanha nahi hoon main tujhse Hoo mere dil se tere dil ka ek rasta hai nayab sa Ho ker bhi duur tujhko maine hai na khoya Prechorus: Kyun ajnabi aaj phir se Tera zikar hone laga hai? Wahi dard phir se jaga hai Jis dard ki tu dawa hai Naye mosumon ki ghari mein Khushiyon ki mehfil sajhi hai Har gham se tou dil juda hai Tujhe yaad phir kyun kia hai? Hook: Kabhi jo badal ye barsein Dikhein guzre pal vo saare Gire har boondh mein bassein raaz saare jo Keh na main saka Per hai aarzi ye takleef Guzar jaye ga waqt ye bhi Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta Bridge: Dil se jo Tune kaha hai Maine suna hai Mera haal bhi Kehne de na Behn
You May Also Like
- 1
AlbumThe Monthly Trades Radio
5,642 plays
- 2
AlbumMiddle School Mary Poppins
6,172 plays
- 3
AlbumOval Radio
4,742 plays
- 4
AlbumŠervud
Šervud · 5,370 plays
- 5
AlbumSurveillance
FM · 4,791 plays
- 6
AlbumTouch the Light
Three Birds Whisper · 3,282 plays
- 7
AlbumFog and Feathers
Laurence Ipsum · 5,736 plays
- 8
AlbumAsi Renie
10,389 plays
- 9
AlbumJay Hernandez
Jay Hernandez · 3,980 plays
- 10
AlbumUthando Lwami Ngawe
FATNX · 6,431 plays
- 11
AlbumRNDR011
Donald Bump · 7,167 plays
- 12
AlbumRnSTAR
RnSTAR · 6,697 plays