SpotifyToMP3
Ask Mufti Tariq Masood | 503rd Session - Masail Ka Hal

Ask Mufti Tariq Masood | 503rd Session - Masail Ka Hal

Ask Mufti Tariq Masood... · 34:22 · 4,710 plays

From the album Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Description

(0:00) Intro(0:05) Mobile Par Azan Ki Awaaz Par Namaz Ka Waqt?(0:46) Wakeel Ke Baghair Sirf Gawahon Se Nikah?(1:18) Aaza-e-Wazu Par Plaster Ho To?(1:34) Aurat Ka Video Call Par Na-Mehram Se Baat Karna?(1:55) Isharay Ke Alfaz Mein Talaq?(2:33) Nabaligh Ka Nikah?(3:54) Aurat Halat-e-Haiz Mein Masjid Mein Dakhil Ho Sakti Hai?(4:07) Kiraya Ki Dukan Ki Zakaat?(4:37) Fajar Ki Sunnat Qaza Karna?(5:21) DNA Se Bachay Ka Nasab/Gender Maloom Karna?(7:06) Bank Mein Rakhi Gayi Raqam Par Milnay Walay Profit Ka Hal?(7:24) Agar Namaz Mein Bhool Kar 2 Bar Qaida Kar Liya To?(7:39) Aurat Ka Masjid Mein Mardon Ke Peechay Imamat Karna?(8:00) Internet Par Maujood Qur'an Ki Tilawat Ko Sawab Ki Niyyat Se Sunna?(8:28) Aisay Wazu Mein Namaz Parh Li To?(8:47) Aaj Kal ID Ya Tasveer Ke Baghair Nikah?(9:15) Shohar Ki Marzi Ke Baghair Biwi Job Karay To?(9:48) Nafli Namaz Ki Imamat?(10:32) Kafir Ka Virasat Mein Hissa?(10:45) Namaz Mein Mobile Ki Ringtone Bajay To?(10:57) Khawateen Oonchi Awaaz Mein Tilawat Kar Sakti Hain?(11:27) Mozon Par Masah?(12:08) Mard Ke Liye Sar Par Mustaqil Topi Pehenna?(12:45) Aurat Ka Shohar Ko Zakaat Dena?(13:21) Qur'an Ki Tilawat Ka Baghair Samjhay Bhi Sawab?(14:06) Shohar Gum Ho Jaye Aur Salon Tak Wapis Na Aaye To Doosra Nikah Kab Karay?(15:03) Namaz Mein Haath Seenay Par Bandhna Sunnat Ya Naaf Ke Neechay?(16:06) Mard Ke Liye Aik Muthi Se Kam Darhi Rakhna?(18:33) Musalman Ko Marhoom Kehna?(18:47) Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Nafli Roza Rakhna?(20:44) Nabaligh Bachay Ke Jhoot Par Walidain Ko Gunah?(21:27) Juma Ki Namaz Ke Baad Zohar Parhna?(21:49) Imam Surah Fatiha Ke Baad Bhool Jaye To?(22:09) Kafir Ko Zakaat Dena?(22:37) Online Nikah?(23:22) Aurat Ko Apnay Shohar Ki Kamai Poochnay Ka Haq Hai?(24:10) Mard Ke Liye Sonay Ki Angoothi Pehenna?(24:29) Rozay Mein Bhool Kar Khana?(25:04) Khawateen Aik Doosray Ke Samnay Baghair Parday Ke Reh Sakti Hain?(26:25) Aik Aurat Do Mardon Ki Biwi Aik Waqt Mein Ban Sakti Hai?(26:44) Nabaligh Bachi Ka Nikah Wali Ki Marzi Ke Baghair?(27:00) Dauran-e-Namaz, Mobile Ka Jawab Dena?(27:11)

More By Ask Mufti Tariq Masood...

You May Also Like