![Mohan Rakesh Ki Diary [Diary of Mohan Rakesh]](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/01/19/c05d27e956d994807e4920d3529a97bd.jpg)
Album
Mohan Rakesh Ki Diary [Diary of Mohan Rakesh]
“Mohan Rakesh ki zindagi ek khuli kitaab hai.Usne jo kuch likha aur kiya- vah duniya ko maalum hai.Lekin usne jo kuch jiya- yeh sirf use maalum tha.Apni saanson ki kahani usne diariyon mein darz ki hai.Aur kitna takleefdeh hai ye ehsaas ki Rakesh jaisa lekhak apne anubhavon ki kahaniyan duniya ke liye likh jaaye aur apne vyaktigat santaap, sukh aur dukh ke shadhon ko jaanane aur pehchaanane ke liye apne dastavez doston ke paas chodh jaaye…Diariyaan, lekhak ka apna aur apne haath se kiya hua post-mortem hoti hain. Ek lekhak kaise til-til jeeta aur marta hai- apne samay ko saarthak banate hue khud ko kitna nirarthak paata hai aur apni nirarthakta mein kaise vah arth paida karta hai- issi rachnaatmak, aatma-sangharsh ko diariyaan ujaagar karti hain. Rakesh ki diary aatma-sangharsh ke saghan ekaantik shadhon ka lekha-jokha hain, jo vah kisi ke saath baant nahin paaya.”-Iss pustak mein Kamleshwar dwara likhi bhoomika haiPlease note: This audiobook is in Hindi.Read more
Lagu: 13 · 174 diputar
- 199.5140:16
- 6986:26
- 5.9424:02
- 8.5258:58
- 8.927103:26
- 4.700105:54
- 8.49496:22
- 5.37669:17
- 6.945115:35
- 7.889118:55
- 6.294101:06
- 8.52657:23
- 8.30584:08
- 7.0080:46
Mungkin Kamu Suka
- 1
AlbumAmerican Quartet Radio
9.809 diputar
- 2
AlbumCuerda
El Legado de los Titanes · 1.395 diputar
- 3
AlbumKarl8 Radio
3.360 diputar
- 4
AlbumJesse Roper Radio
8.355 diputar
- 5
AlbumShoot the Moon (2006 Remaster)
Judie Tzuke · 7.134 diputar
- 6
AlbumDouble R Nuk
Double R Nuk · 5.155 diputar
- 7
AlbumSTVCKS
STVCKS · 7.625 diputar
- 8
AlbumNocturnal Adversaries
Cynne · 6.424 diputar
- 9
AlbumOn Air
Bottle Of Justus · 2.951 diputar
- 10
AlbumLoose Units
Loose Units · 3.590 diputar
- 11
AlbumLove’s Homecoming
1.190.106 diputar
- 12
AlbumFulfilment
12.906 diputar