
Bhootiya Galiyara | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 14:42 · 4,113 प्ले
एल्बम से The Horror Show by Karnik
विवरण
Ek aawaj, ek dar, aur ek haunted kahani – Satvi Manzil ka raaz khul raha hai. Kabhi socha hai ki ek building ka ek pura floor hamesha khaali kyun hota hai? Aur woh bhi 7th floor jaha sirf andhera hi nahi, ek bhayanak raaz bhi chhupa hai? Satvi Manzil ka Haunted Galriyara aapko le chalega ek aise safar par, jaha sach aur dar ke beech ki lakeer dhundhli ho jaati hai.Rahul, ek naye sheher ka sapna lekar aaya ek purani building ke saste flat mein, par usse kya pata tha ki yeh sapna uske liye ek khauf ka karan ban jaayega? Ek landlord ki unsuni warning, ek ajeeb si hansi, aur 7th floor ka wo corridor jisme parchaiyan zinda hain—kya Rahul us raat ke khauf se bach payega?Kahani ko pura suniye aur apne thoughts share kijiye comments mein.Apni unsuni kahaniyan share karne ke liye DM karein ya email karein!The Horror Show by Karnik ke saath jude rahiye, jaha har kahani dar aur suspense ka naya mukaam hai. Agar aap horror stories, atmao ki kahaniyan, aur paranormal incidents ka shauk rakhte hain, to yeh kahani aapke rongte zaroor khade kar degi.🎧 Hamare podcast ko Spotify par zaroor rate karein aur agar aap ye kahani YouTube par sun rahe hain to hamare channel ko subscribe karein! Agar apke paas bhi koi story hai to Reach out to me at:horrorshow914@gmail.com https://www.instagram.com/the_horror.show https://open.spotify.com/show/3FttTMeSlfa9KdNTmzC6rI?si=1c6a491611f0407cKeywords:-Hindi horror kahaniyan, daravni kahani, kabristan ki kahani, shapith kahani, adamkhor ki kahani, bhutiya kahani, horror kahani hindi, haunted kabristan, Hindi horror show, karnatak horror story, horror stories hindi, Indian horror story, spine-chilling hindi kahani, supernatural kahaniyan, paranormal kahani, Hindi ghost stories, Hindi Horror Stories, The Horror Show by Karnik, Aatma, Supernatural Possessions, Bhoot, Halloween Special Horror, Hindi Haunted Stories, True Ghost Stories, Haunted Room, Horror Narration, Scary Stories, Spotify Horror, Dark Energy, Ghost Stories in Hindi, Haunted Apartment Story, Real Horror Story, haunted house, paranorm
More By Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ...
- 1
Ek Galti... Aur Pret Ghar Tak Aa Gaya | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 7,133 प्ले · 19:08
- 2
Haunted Trek Ki Khaufnaak Kahani | Hindi Horror Story | Part - 1
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 7,348 प्ले · 20:44
- 3
Gusse Mein Bulayi Ek Mayavi Taqat | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 5,792 प्ले · 20:52
- 4
Bhootiya Basement Ne Harshit Ki Zindagi Badal Di | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 3,592 प्ले · 19:20
- 5
एल्बमThe Horror Show by Karnik
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 10,598 प्ले
- 6
Billi Par Aya Bhoot Ka Saaya | Hindi Horror Story of Ajmer
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 10,209 प्ले · 16:23
- 7
Maa Wapis Laut Aayi | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 9,667 प्ले · 17:16
- 8
Ek Hotel Room… Aur Ek Roommate Jo Insaan Nahi Tha | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 8,064 प्ले · 19:36
- 9
23 February Ki Raat Avni Ka Horror Incident | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 8,337 प्ले · 16:21
- 10
Kya Yakshini Sach Me Hoti Hai? | Hindi Horror Story
Sunna shuru karo. Ruk nahi paoge... aur So bhi ... · 10,279 प्ले · 19:41
आपको ये भी पसंद आ सकते हैं
- 1
एल्बमRefaat
Refaat · 8,065 प्ले
- 2
एल्बमTrap 5!
REDJIMI Tarek Brahim / TalksNdJokes · 3,321 प्ले
- 3
एल्बमCadio
Cadio · 6,943 प्ले
- 4
एल्बमJidi Bikey
Jidi Bikey · 3,673 प्ले
- 5
एल्बमWho Am I
Babyslime · 8,109 प्ले
- 6
एल्बमEmdivity Radio
1,820 प्ले
- 7
एल्बमThe Cat's Pajamas - Vocal Band Radio
11,438 प्ले
- 8
एल्बमClbrks
Clbrks · 11,919 प्ले
- 9
एल्बमLock at Me
Future Lights Project · 5,401 प्ले
- 10
एल्बमPeckings/Come On
The Ballistic Brothers · 8,627 प्ले
- 11
एल्बमЛабиринтовый Мир
Lavatera · 3,081 प्ले
- 12
एल्बमVoy a ser sincero contigo
Mini Mexij · 6,856 प्ले