SpotifyToMP3
Ho Karam Ya Khuda - Raafay Israr (Ramadan Kalaam 2026)

Ho Karam Ya Khuda - Raafay Israr (Ramadan Kalaam 2026)

3:59 · 3,991 plays

Mula sa album Raafay Israr

Paglalarawan

Presenting ‘Ho Karam Ya Khuda’ by Raafay Israr 🌙 Ramadan Mubarak Credits: Reciter: Raafay Israr Music Arrangements: Dennis Tanveer Lyrics: S.K.Khalish, Munawar Ali & Rashid RAHI Mastered by Tom Waltz Produced at Raafay Israr Studios Lyrics: Dil ki faryaad aankhon mein bhar laayen hain Yaa maula yaa kareem yaa raheem Hum ko maloom hai, jo bhi aye yahan Jholiyan apni wo khaali bhar laaye hain Tere darbaar mein sar jhukaye huye Hain sawali tere dar pe aye huye Tu Rasool e Mohammad ki awaaz mein Tu dua e Mohammad ki aghaz mein Besaharon ko bas hai tera aasra Tu azal se hai tu hi rahega sadaa Sun le aahon mein doobi hui iltijaa Ho karam ya khuda ho karam ya khuda Tujhko sab hai khabar tujhko sab hai pata Ho karam ya khuda ho karam ya khuda Chor ke darr ko tere mein jaun Wahdahu Laasharik ye teri zaat hai Dast e qudrat ki takhleeq kainaat hai Ya Rab e Mustafa irr ham lana Tu kujaa mann kujaa, tu kahan mein kahan Besaharon ko bas hai tera aasra Tu azal se hai tu hi rahega sada Sun le aahon mein doobi hui iltijaa Ho karam ya khuda ho karam ya khuda Tujhko sab hai khabar tujhko sab hai pata Ho karam ya khuda ho karam ya khuda Chor ke darr ko tere mein jaun Tu hi Malike Bahro Bar He Tu Hi Khaliqe Jinn o Bashar He Tu Abadi He Tu Azali He Teri Zaat Aleemo Ali He Duniya Jab Pani Ko Tarse Rim Jhim Rim Jhim Barkha Barse Har Ik Par Rahmat Ki Nazar He Ya Allah Hoo Ya Allah Hamdo sana ke laiq hai tu Sab ka sacha khaliq hai tu Tu hi ghafoor aur tu hi raheem Teri shaan hai sab se azeem Teri qudrat sab se alaa Tu hi jag ka palan hara Tu hi bigri baat banaye Tu hi soi aas jagaye

Baka Magustuhan Mo Rin