SpotifyToMP3
Hassan & Roshaan - Zaalima (Official Audio)

Hassan & Roshaan - Zaalima (Official Audio)

3:42 · 1,629 plays

Mula sa album Hassan & Roshaan

Paglalarawan

Follow Hassan & Roshaan: Facebook: https://www.facebook.com/hassanandroshaan/ Instagram: https://www.instagram.com/hassanandroshaan/ Twitter: https://twitter.com/hassan_roshaan Stream the album "SIXER" now! Available on all streaming platforms. Credits: Performed by: Roshaan Sherwani Lyrics: Roshaan Sherwani Composition: Roshaan Sherwani Produced by: Roshaan Sherwani Recording Engineer: Samya Gohar Mixing Engineer: Ali Mustafa, Paul Ashmore Mastering Engineer: Paul Ashmore Artwork: Emil Hasnain Lyrics: Verse 1: Sunlo ye dil ka hai jo fasana Khamoshi mein halchal hui Apne khyalon mein khud ka thikana Jab aankh uss se mili Aur jaane kya? Phir ho gaya tha piya Kehti vo hai meri zindagi mein Har armaan har vo tamana Paison ka bhi noor bohot per Ek ajazi si kami Aur jaane kya? Phir ho gaya tha piya Chorus: Dil mera hua deewana Chal ye para jo afsana Main peeche peeche aage tu Ruk jaa O Zaalima! Verse 2: Chahat husn-e-khazana Dil mera ye begana Sochoon uss muskurahat ka Tou yoon uske jaal phasa Phir kya hua re piya? Kehti vo hai meri zindagi mein Har armaan har vo tamana Haaron ka bhi jalwa bohot per Ek ajazi si kami Aur jaane kya? Phir ho gaya tha piya Chorus: Dil mera hua deewana Chal ye para jo afsana Main peeche peeche aage tu Ruk jaa O Zaalima! Verse 3: I’m getting Birkins, Omega Rastah aur Carrera Haan saare shehr ke bazaar phira Bikhar ke Breaking the bank Saar-e-aam hoke dil phenk Ke ek din tou Maane gi Mujhko bhi tu apna Kehti tu kya o jiya? Kehti vo hai meri zindagi mein Bas Armaan meri tamana Khwabon ka dulha zara samajhein Rishta ye mumkin nahi Aur aage kya Phir kehna tha re piya Outro Chorus: Dil mera tha ye deewana Chal tha para jo afsana Main peeche peeche aage tu Ruk jaa O Zaalima Dil mera tha ye deewana Chal the para jo afsana Main peeche peeche aage tu Ruk jaa O Zaalima!

Baka Magustuhan Mo Rin