SpotifyToMP3
Secret Prince[hindi]

ألبوم

Secret Prince[hindi]

Bikaner ki Rajkumari Ragini apne pati Madhav ko dhoondh rahi hai, jisse uski shadi bachpan mein hi ho gayi thi. Wahi Madhav is baat se anjaan hai, aur anjane mein usne Nisha se shadi kar li hai. Aur Nisha paise ke lalach mein use dhokha de rahi hai. Kya Nisha se dhokha khane ke baad Madhav Ragini mein apna pyaar dhondh payega? Kya Ragini Madhav ki sachchai accept kar paayegi? Aur kya hai Ragini ki zindagi ka asli raaz? Bikaner ki Rajkumari hone ke alawa Ragini apne andar aur kya chhupa rahi hai?

المقاطع: 30 · ١٧٤ استماع

#Title

قد يعجبك أيضاً