SpotifyToMP3
Operation Smiling Buddha- Pokhran Nuclear Test[hindi]

Album

Operation Smiling Buddha- Pokhran Nuclear Test[hindi]

18 May, 1974 ko Buddh Purnima ke din Bharat ne pehli baar atom bomb ki testing Pokhran mein ki jise 'Pokhran-1' ya 'Operation Smiling Buddha' kehte hai. Par ye Operation duniya hi nahi Bharat ke andar bhi kaafi khofiya tareeke se kiya gaya tha. Iski khabar Home Ministry aur Defense Ministry tak ko nahi thi. Is Operation ka puri duniya ne virodh kiya aur Bharat pe sanctions bhi lagaye, kyuki United Nations Security Council ka permanent member na hote hue bhi Bharat ne nuclear testing ki. UPSC mein aane wale aur bhi questions ke sawal jane is show se.

Tracks: 10 · 15,696 plays

#Title

You May Also Like