SpotifyToMP3
Maharaja Ranjit Singh[hindi]

Album

Maharaja Ranjit Singh[hindi]

1757 se angrejo ne Bharat par kabja karna shuru kar diya tha. Par Punjab ko apne kabje mein lene ke liye unhe 1840 tak intezar karna pada kyonki 19th century ki shuruaat mein hi Punjab ki gaddi par Maharaja Ranjit Singh baith chuke the. Maharaja Ranjit Singh adhunik Bharat ke sabse mahan Raja the jinhone Khalsa ka jhanda Satluj ke paar Afghanistan se lekar, Kasmir, Ladakkh hote huye Tibbat tak phera diya tha. Aise parakrami aur mahan yoddha ki gatha sunne ke liye sunein, “Maharaja Ranjit Singh”

Tracks: 20 · 6,795 plays

#Title

You May Also Like