SpotifyToMP3
Credit Card Se Shaadi[hindi]

Album

Credit Card Se Shaadi[hindi]

Naina ko shaadi mein husband ki jagah mila ek credit card aur paison se bhara bag, jo uska husband use dekar chala gaya London. Dono ne ek dusre ka chehra tak nahin dekha shaadi mein. Majboor Naina ne un paison ka istemaal kiya ek blackmailing se bachne ke liye. Ek saal baad, anjaan Naina ko naukri mil gayi ussi Karan ke office mein, jahaan dono ek dusre ko pehchante nahin the, lekin Karan ko 'Naina' naam se nafrat ho chuki thi. Kya ye boss-employee jaan paenge ki yehi pati-patni hain? Kyon karta tha Karan Naina naam se nafrat? Kaun kar raha tha Naina ko blackmail?

Tracks: 20 · 2,530 plays

#Title

You May Also Like