SpotifyToMP3
Azaad Bharat Ka Pehla Murder Case[hindi]

Album

Azaad Bharat Ka Pehla Murder Case[hindi]

Desh ko Azadi milne ke 5 saal baad, ek chalti train mein tab kohram mach gaya jab bheed-bhari compartment mein ek laash mili. Aisi laash, jiske kapdon se lag raha tha ki woh kisi ameer insaan ki hai, lekin uska sar kaat diya gaya tha. Pehchan mushkil thi, aur us daur mein forensic investigation apne aap mein ek badi chunauti thi. Inspector Iyer ne isi chalti train mein investigation ki shuruaat ki. Par kya woh sachai tak pahunch payenge? Aur ye case Azad Bharat ka pehla murder case kyon kehlaya?

Tracks: 30 · 5,364 plays

#Title

You May Also Like